Tell a Friends

Tell a Friend

Social Icons

Pages

Wednesday, December 24, 2008

શબ્દથી હું કહું તને કે ‘પ્રેમ છે’, એ પ્રેમ છે?

શબ્દથી હું કહું તને કે ‘પ્રેમ છે’, એ પ્રેમ છે?
લાગણી મઢવાને શબ્દો કમ પડે, એ પ્રેમ છે.

સાથનો અહેસાસ દૂરીમાં રહે એ પ્રેમ છે,
ને મિલનની પ્યાસ મળવામાં રહે એ પ્રેમ છે.

દે ભલેને, દુ:ખ વિરહનું કાળજે નાસૂર થઇ,
સ્મિત થઇને અશ્રુમાં આવી ભળે એ પ્રેમ છે.

જો વલોવે તું નિરંતર એષણાની છાસને,
ભાવનાનું જે પછી ગોરસ બચે એ પ્રેમ છે.

હું નથી કંઇ, તું નથી કંઇ, સાથનું અસ્તિત્વ છે,
ક્યાંકથી એવી સમજ આવી ચડે એ પ્રેમ છે.

જો ચણે, હર પળ સમયની… આ અતીતનાં ખંડહરો,
કો’ક પળ આવી ફરી ચણતર કરે એ પ્રેમ છે.

ઓટ જો આવે કદી મુજ ઊર્મિનાં સાગર મહીં,
તું બની પૂનમ ફરી ભરતી ભરે એ પ્રેમ છે.

-brijesh bhagat:
-LoveNismi(Ansh Rav)

Saturday, December 20, 2008

NISHAANE DHOONDTE HAI

!! Kitaabon mein mere fasaane dhoondte hai !!

!! Naadaan hai guzre zamaane dhoondte hai !!

!! Jab woh the..! Talaash-e-zindagi bhi thi !!

!! Ab to maut ke thikaane dhoondte hai !!

!! Kal khud hi apni mehfil se nikaala tha !!

!! Aaj hue se deewaane dhoondte hai !!

!! Musafir be-khabar hai teri aankhon se !!

!! Tere shahar mein maikhaane dhoondte hai !!

!! Tujhe kya pata ae sitam dhaane wale !!

!! Hum to rone ke bahaane dhoondte hai !!

!! Unki aankhon ko youn na dekho !!

!! Naye teer hai nishaane dhoondte hai !!

- Ramu Garg

- LoveNismi (Ansh Rav)

AUR ZIKAR TUMHARA HOTA HAI

Hawa Jab Tez Chalti Hai
Tumhari Yaad Aati Hai
Jab Patte Sar-Sarate Hai
Aur Zikar Tumhara Hota Hai
Kabhi Bhole Se Shab Ko
Mere Dil Mein AaKar Dekho
Hai ek Mahfil Saji Hoti Hai
Aur Zikar Tumhara Hota Hai
Tumhe Kaise Bataoon Kitni
Chahat Maine Ki Hai Tumse
Ke Jab Bhi Aansoo Chhalakte Hai
Aur Zikar Tumhara Hota Hai
Kabhi Chanda Ko Main Dekhoon
Kabhi Taare Main Ginta Hoon
Kabhi Chandni Muskurati Hai
Aur Zikar Tumhara Hota Hai
Zamana Hai Bahut Zaalim
Kahi Yeh Cheen Na Le TumKo
IsLiye Main Bas Khamosh Hota Hoon
Aur Zikar Tumhara Hota Hai
- RAMU GARG
- LoveNismi (Anshrav)

Mother In Different Languages

French - Mere

German - Mutter

Hindi - Maji

Urdu - Ammee

English - Mom, Mummy, Mother

Italian - Madre

Portuguese - Mãe

Albanian - Mëmë; Nënë; Burim; Kryemurgeshë

Belarusan - Matka

Cebuano - Inahan; Nanay

Serbian - Majka

Czech - Abatyse

Dutch - Moeder; Moer

Estonian - Ema

Frisian - Emo, Emä, Kantaäiti, Äiti

Greek - Màna

Hawaiian - Makuahine

Hungarian - Anya, Fu

Ilongo - Iloy; Nanay; Nay

Indonesian - Induk, Ibu, Biang, Nyokap

- PRATAP H. SOLUNKE

- LoveNismi (Ansh Rav)

JINE KI EJAZAT MAANTE HAI

Always For You
behte hoye asoo tera saath maangte hai
meri ye khali bahe tera haat maangte hai
gamo ke saaye kidher hum jaye
kaisi hai ye tanhayi jo mhfil main sataye
mere khamosh arma teri mulaqaat maangte hai
bhte hoye asoo tera saath maangte hai
aasma hai zamee hai dikhty sabhi hai
jise dhonde aankhe wo sajan nahi hai
dil ki ye duwaye saath tere din raat maangte hai
akele hum jiye jarahe hai
saas kaise liye jaa rahe hai
hayera zindagi ke sawal ye jine ki ejazat maangte hai

- Ramu garg

- LoveNismi (Ansh Rav)